The Instant Self Hypnosis Reader’S Induction MergedFull description
Hipnose.Descrição completa
This book is for the students who wants to learn HTML, its in hindi language.
commonly used hindi medical terms.Full description
This is third edition of "java in Hindi"series. With this eBook your can learn java in Hindi.
bcc falna updated books free download
c in hindi
Shreemad Bhagwatam
Safety in HindiFull description
Descrição completa
easy way to learn hindiFull description
Shreemad Bhagwatam
urdu words written in hindi with meaningsFull description
Hi, I am presenting here a self-made semi-covert conversational hypnosis script in Hindi language. Please read this and let me know by your comments how easily you fell into deep trance. And while reading this script, keep your web-cam switched on and directed to your face. And after reading this powerful hypnotic script, try to come out of deep trance and play your video recording and watch it to know how deeply you were in trance.
Main aapko apne pahli baar samudra ke kinare ka anubhav bata rahi hu......main jab pahli baar samudra ke kinare gayi thi.......waha ka scene bahut khubsoorat tha.....din ka samay tha.....samne door tak neela samudra ko main saaf dekh sakti thi,.....door se lahar paas ata hua aakaar me bada hota ja raha tha.......aor unka color neela se safed hota ja raha tha......bilkul doodh ke jaisa safed,......door samne bahut se naav ko ko main dekh rahi thi.......jinke upar khula aasmaan tha........din ke ujaale me kuchh safed baadal chaandi jaise chamak rahe the........jinme se kuchh niche samudra ke paani me bhi jhalak rahe the........In sabko dekhte huye main samudra ke aaspaas ke aavaajo ko bhi sun sakti thi.......logo ke baat-cheet ka aavaaj sun sakti thi.....jo mere pichhe se aa raha tha.......kai tha.......kai bachcho ke khelne aur chillane ka aavaaj bhi bhisun rahi thi........upar aasmaan se bahut sare pakchhiyo ka aavaaj bhi bhi main sun rahi thi.......jo tej aavaaj karte huye jhund me ek taraf se doosre taraf jaa rahe the........Sath hi us havaa ka aavaaj bhi bhi sun sakti thi......jo samudra se aate huye mere kaano ko sparsh kar raha tha..........is thandi havaa havaa ko main apne chehre par mahsoos kar sakti sakti thi........aur hatho ko faila kar pure shareer par thandi havaa havaa ke sparsh komahsoos kar rahi rahi thi.......jo mere pure shareer ko thandak pahucha raha tha........Aur thandi havaa ko pure shareer par mahsoos karte huye…….main apne pairo ke nichhe ret ke sparsh ko bhi mahsoos kar rahi rahi thi.......jo thi.......jo bilkul thandi thi........aur thi........aur main samudra ke bahut kareeb khadi thi.......isliye samudra se aati huyi lahren jab mere pairo ko sparsh karti thi.......tab mere pair paani se puri tarah thande ho jate the........yah thandak pair se upar aate huye......mere pure shareer ko thanda ahsaas de rahe the.......saath hi thandi havaa ke sparsh se mere pure shareer ke rom rom me thandi sihran sa ahsaas ho raha tha........jisse itnasukoon aur aaraam mil raha tha.......ki main soch rahi thi kaash main hamesha yahi khade rah saku........aur is thandi havaa aur thande paani ke sparsh ko mahsoos kar saku.......main nahi janti ki aap jaan rahe hain ki nahi ki aap isko padhte huye kitne gahre trance me jaa chuke ho.........main ho.........main yah bi nahi janti ki aap jaan rahe hain ki nahi ki aapka man kitna shaant ho chuka hai.............aur abhi main yah bhi nahi kah sakti ki aap mahsoos kar paa paa rahe ho ki nahi ki in sabko padhne me aapko kitnaa aanand aaraha hai.............lekin aap yadi chahe to apne shaant man man ko mahsoos kar sakte sakte ho........fir bhi aise baithe huye.........aur ise padhe huye.........kai cheej aise hain jinpar aapka dhyaan nahi hai..........lekin aapka antarman ka dhyaan jarur hai...........jaise hai...........jaise aapke aapke har saans ke sath sine ke upar aur aur niche hone hone ka ahsaas.........jispar ahsaas.........jispar abhi abhi tak aapka dhyaan nahi tha............aur aapke muh me jeebh ke sparsh ka ahsaas.........sath hi aap jispar baithe hain uske uske sparsh ka ahsaas........au ahsaas........aurr aapke man man ke dhire dhire dhireshaant hone hone ka ahsaas.........sath hi yaha dekhte huye....aur inhe padhte huye…dhire dhire apke trance ke gahra hone ka ahsaas..........jinpar aapka dhyaan hi nahi tha,........Yadi aap aise b aithe huye…..yaha dekhte huye…..aur ise padhte huye…..bahut gahre nind me chale jao…..aur apne nind ko bahut gahra hota hua mahsoos karo……taki aapka man aur shaant ho jaye……lekin jaye……lekin yah jaruri jaruri nahi hai hai ki aap abhi gahre nind me so jao…….aur yah bhi jaruri nahi nahi ki yaha dekhte huye......aur ise padhte huye..…aap sapno jaisi duniya me kho jao…….kyoki jab apka nind pura pura gahra hone lagega……aur jab is nind ko ko aap asani se mahsoos kar sakoge……fir bhi yadi aap abhi gahre nind me so jao……to bhi aap yaha aise hi dekhte rahoge……aur aise hi padhte rahoge……Waise main nahi janti ki aap jaan rahe ho ki nahi nahi ki isko padhte padhte huye aapka antarman antarman aapke trance ko kitna teji se gahra kar raha raha hai...........main hai...........main yah bhi nahi janti ki aapko maloom hai ki nahi ki aapke trance ke pura gahra hone par aap kaisa mahsoos kar rahe rahe hoge.........isliye hoge.........isliye ho sakta hai ki aap aisa mahsoos
karo mano.........aap man se pure shaant hochuke ho..........aur yahaa pure ekaagra ho chuke ho.......ya ho sakta hai aap apne pure shareer me bahut aaraam mahsoos karo........ya ho sakta hai aap aise baithe huye........aur in sabko padhte huye.........apna nind ko gahra hota hua mahsoos karo.........ya yah bhi ho sakta hai ki aap in sab ka mila jula anubhav karo........jo aapke trance ko aur gahra karte jaa raha hoga........isse ho sakta hai apne ankho ko aapband hota hua pao…….Time kya hua hai?